Posts

Showing posts with the label darr

Khauf - Seen

Image
                              StoryHub Khauf - Part 2 To read the the previous part -  Khauf - Part 1 Based on real incident somewhere...  Kahaani us jagah ki sabko pata thi par na kabhi kisi ne batana chaha or na hi inn logo k pass itna time rehta tha ki ghr k aas pass kisi se baat karein. Ye to bs apna contract ka kaam pura karne aaee the or 2-3 mahine me khatam kar k jane wale the. Din bhar ghar se bahar hi rehte bas raat guzarne ki jagah hi chahie thi lekin inhe nahi pata tha ki is ghar me aisa kya hai ki koi b kirayedaar 2 din se jada yaha nahi rukta. Ho sakta hai inme se kisine kuch dekha bhi ho to kaha hosh rahega agar ye pi k aein or din bhar ki thakan k baad so jate the. Kahi agar kuch dikh bhi gaya to itni gehri thakaan, neend or nashe me kaha kuch pata chalne wala tha. Ashish ne saari baat Rahul ko keh daali thi. Pehle to wo bohot hasa but jab usne dhang se us dukaan wale shaqs ki baat batayi briefing dete huye to dono ko laga ki shayad wo sahi bhi ho sakta hai kyunki us

Khauf

Image
Khauf Logo me alag alag chizo ka khauf hota hai. Normally, agar khauf ya darr bolein to ek hi chiz yaad aati hai, wo hai bhoot pishach. Aksar log jada digital or modern hone k baad sochte hain ki ye afwahein hain ya kahaniyan hoti hain logo ko darane k lie. Saaya Jo log in sab baato pe tab tak vishwaas nhi karte jab tak wo khud aisa koi incident experience nahi kar lete. Raat k lagbhag 11:30 baje the. Wo 5 log kuch samay k lie hi kaam se aee the. Unka kaam 2-3 mahine ka tha. Sabhi log ache dost the. Unhone ek chota ghar 2 room or kitchen le lia. Wo subah 8-9 baje nikal nikal jya karte or raat k 9-10 tak wapas aa jya karte the. 4-5 din baad Ashish ki tabiyat kuch down si thi to wo ghar par hi ruk gaya. Inka ghar market se kuch duri par tha. Ye chota sa kasba tha, kaam bheed wala area to pata chal jata h agar koi naya admi rehne ata h. Ashish raat k khane k lie market se sabzi lene gaya tha. Laut te waqt wo ek dukaan par cigarette k lie ruka. Gumti wale aadmi ne sawal kia - &qu